Maula Muhammad Naat Lyrics in Urdu | Nadeem Sarwar 2023

Naat & Manqabat Lyrics in Urdu "Maula Muhammad" Poet Jawad Jaffery and Nadeem Sarwar, Reciting Ali Jee, Ali Shanawar, Jashan Eid Milad un Nabi 12 Rabi
Nadeem sarwar naat, nadeem sarwar Manqabat, nadeem sarwar, ali jee, ali shanawar

Mustāfā, Mustāfā, Mustāfā, Mustāfā, Mustāfā, Mustāfā.
Aāqā, Aāqā Yā Shāh-e-Mādinā.
Wāllāh, Wāllāh Mānām Ashiq-o-Shedā.
Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād.


ALLAH Ke Mehboob Hāin Pyārāy Hāin Muhāmmād.
Konāin Ki Aānkhon Ke Sitārey Hāin Muhāmmād.
Yeh Nāāz Hāi Hum Ko Keh Hāmārey Hāin Muhāmmād.
Nābi ALLAH, Hābib ALLAH, Rehmāt ALLAH, Rāsool ALLAH.

Aāqā Nābi Hāmārey Sāllāy Alā Sāhārey.
Sārā Jāhān Pukārey Māulā Muhāmmād.

Dil Kā Sāhārā Hāin Jāg Kā Ujālā Hāin.
Pyāron Se Pyārāy Rāsool ALLAH.
Achon Se Achāy Hāin.
Onchon Se Aounchāy Hāin.
Aāqā Hāmārey Rāsool ALLAH.
Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād.

Sārkār Ne Bāndon Ko Khudā Se Hāi Milāyā.
Insān Ko Jeene Kā Sāleeqā Hāi Sikhāyā.
Dil Dil Se Milāyā Hāi Gālāy Sāb Ko Lāgāyā.
ALLAH ALLAH Shāh-e-Wālā Nāhi Dekhā Aāp Jāisā.


Yā Nābi, Yā Nābi, Yā Nābi, Yā Nābi.
Mere Hājāt Rāwā Yā Nābi.

Sārkār Ke Jo Ishq Mein Sārshār Howā Hāi.
Hāsnāin Ke Nānā Se Jisāy Pyār Howā Hāi.
Jo Inn Ke Ghārānāy Kā Wāfādār Howā Hāi.
Rozā-e-Nābi Kā Jisāy Dedār Howā Hāi.
Hār Hāāl Mein Jānāt Kā Woh Hāqdār Howā Hāi.
Yeh Aqeedā, Yeh Bhārosā, Yeh Wāzeefā Hāi Hāmārā.

Wāllāh Bohāt Pyārā Hāi Pyārā Hāi Mādinā.
Hāzrāt Ke Ghulāmo Kā Khāzānā Hāi Mādinā.
Yā Shāh-e-Mādinā Humein Aānā Hāi Mādinā.
Mere Aāqā Ho Bulwā Dil Tārāptā Hāi Hāmārā.
Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād.

Sāb Mil Ke Kāho Aāmād-e-Sārkār Mubārāk.
Ik Bār Nā Do Bār Ho Sād Bār Mubārāk.
Aye Ahl-e-Jāhān Syed-o-Sārdār Mubārāk.
Nābi Wālo Aāo Aāo Muskurāo Dil Milāo.
Sāllāllāhu Alh-o-Alihi Wāsāllām.

Sārkār-e-Mādinā Ki Miley Jis Ko Gādāyi.
Ho Aāp Ke Dārbār Tālāk Jis Ki Rāsāi.
Kārti Hāi Sālām Aisāy Fāqeeron Ko Khudāi.
Wāllāh Mere Rāb Ne Hāi Jo Kuch Bhi Bānāyā.
Sāb Aāp Kā Sādqā Hāi Yeh Sāb Aāp Kā Sādqā.


Shāh-e-Mādinā Kā Sādqā Hāi Sārā.
Fārsh-e-Zāmeen Our Yeh Arsh-e-Muāllā.
Tāroon Ki Jhilmil Yeh Sorāj Yeh Chāndā.
Sābzā Yeh Sehrā Sāmāndār Yeh Dāryā.
Bādil Bārāsnā Hāwāon Kā Chālnā.
Yeh Phool Kāliyāān Yeh Aāb Our Dānā.
Dhop Our Sāyā Andherā Ujālā.
Gārmi Yeh Sārdi Yeh Husān-e-Zāmānā.
Rishtāy Yeh Nātāy Yeh Rishton Mein Jeenā.
Chāhāt Yeh Ulfāt Wāfā Kā Qāreenā.
Dil Kā Sāhārā Yeh Nori Mādinā.
Nām-e-Khudā Tu Hāmeshā Rāhe Gā.
Māulā Muhāmmād Kā Sikkā Chāley Gā.
Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād, Māulā Muhāmmād.

Maula Muhammad 

Poet: Jāwād Jāfri, Nādeem Sārwār
Speciāl Thānks: Dr Hilāl Nāqvi
Nāāt Khuwān: Nādeem Sārwār, Ali Shānāwār, Ali Jee
Mānqābāt Volume: Nādeem Sārwār 2022-23
Composition: :Nādeem Sārwār, Ali Shānāwār, Ali Jee

Post a Comment