Kyu Chaar So Naa Ho Ujhala Ghadeer Ka - Manqabat Lyrics in Urdu

Read the lyrics of "Kyu Chaar Su Hai Ujhala Ghadeer Ka" Manqabat Poetry by Famous Shia Poet. Also read the 18 Zilhaj Shayari Eid e Ghadeer in Urdu SMS

Eid e Ghadeer Shayari, Takmil-E-Deen Naam Hay Jashn-E-Ghadeer Ka, Shia Islamic Eid e Ghadeer Mubarak Poetry in Urdu, 18 Zilhaj Eid al Ghadir Pakistan, Eid ul Ghadeer, eid e ghadeer, alghadeer, eid al ghadir, eid ul ghadeer, eid ghadeer, eid al ghadeer, eid e ghadeer islamic date, 18 zilhaj, eid ghadeer islamic date, al ghadeer meaning, eid al ghadeer, eid e ghadeer, eid e ghadeer islamic date, eid e ghadeer painting, eid ghadeer, eid ghadir, eid ul ghadeer, 18 zilhajj, shia poetry in Urdu, shia poetry, shia shayari, Imam ali, hazrat ali, imam ali poetry, Manqabat Lyrics in Urdu, Manqabat Lyrics, manqabat Writeups

 
Din Hāi Dino Mein Sāb Se Yeh Aālā Ghādeer Kā.

Jāshān-e-Ghādeer Kāisāy Mānāein Gāy Sheikh Jee.
Kārtāy Fāqāt Hālāli Hāin Chārchā Ghādeer Kā.

Hum Ne Lāgāye Jāām Wilāye Ali Ke Aāj.
Our Kuch Ghāron Mein Aāj Hāi Pursā Ghādeer Kā.

Lākhon Kitābein Pārh Le Māgār Meri Nāzār Mein.
Be Aqāl Hāi Jo Nā Ho Dewānā Ghādeer Kā.

Teeron Ki Tārhā Seeno Mein Ayelān Jā Lāgā.
Kyā Khoob Thā Nā Wāisāy Nishānā Ghādeer Kā.

Woh Keh Rāhe Hāin Unn Ke Bārey Aāj Mār Gāye.
Yāni Keh Khā Gāyā Unhein Sādmā Ghādeer Kā.


Aye Kāsh "ASAD AZMI" Māulā Ali Kāhin.
Sun Rākhā Hāi Yeh Māin Ne Qāseedā Ghādeer Kā.

Kyu Chaar So Hai Ujhala Ghadeer Ka Manqabat

Poet: Asād Azmi

Post a Comment