Hoga Ya Hussain | Nadeem Sarwar 2023 Noha Lyrics

Nadeem Sarwar 2023 Album Noha "Hoga Ya Hussain" Lyrics in Urdu, Poet Jawad Jaffery, Read the Writeups of Muharram Noha Shayari, Poetry, Quotes in Urdu
hoga ya hussain, nadeem sarwar, nadeem sarwar noha, nadeem sarwar noha lyrics, noha lyrics, noha lyrics in urdu, shia poetry, karbala poetry, noha, new noha, new nohay


Kāisā Pyārā Nārāh Hāi Yeh.
Hār Dil Ne Pukārā Hāi Yeh.
Māulā Yeh Hāmārā Hāi Yā Māulā Yā Hussāin.


Mere Māulā, Sāb Ne Dil Se Mānā Hāi Yeh.
Sāb Ne Jis Ko Pānā Hāi Yeh.
Hum Sāb Kā Khāzānā Hāi Yeh Yā Māulā Yā Hussāin.

Māulā Hāmārā Jis Ke Dil Mein Bhi Rāhe Gā.
Hur Ki Tārhā Se Oss Kā Dil Bhi Yeh Kāhey Gā.
Tum Be Misāl Māulā, Tum Lā Zāwwāl Māulā.
Hār Dil Se Aā Rāhi Hāi Māulā Yeh Sādā.

Hogā Jāb Bedār Yeh Zāmānā Yā Hussāin.
Sāre Jāhān Ke Lāb Pār Hogā, Hogā Yā Hussāin.
Sāre Jāhān Ke Lāb Pār Hogā, Hogā Yā Hussāin.
Hotā Thā Yā Hussāin, Hotā Hāi Yā Hussāin, Hotā Rāhe Gā Yā Hussāin.
Hussāin Yā Hussāin, Hussāin Yā Hussāin, Hussāin Yā Hussāin, Yā Hussāin.

Teri Qurbāni Māulā Deti Hāi Gāwāhi.
Hār Dil Pe Hogi Māulā Teri Bādshāhi.
Terā Hi Nāām Hogā, Terā Pāighām Hogā.
Sāb Ke Dilon Mein Hogi Zindāh Kārbālā.
Ghār Ghār Hogā Aāp Kā Jāb Aānā Yā Hussāin.

Sāre Jāhān Ke Lāb Pār Hogā, Hogā Yā Hussāin.
Hogā Jāb Bedār Yeh Zāmānā Yā Hussāin.
Sāre Jāhān Ke Lāb Pār Hogā, Hogā Yā Hussāin.
Shāh Ast Hussāin, Bādshāh Ast Hussāin.
Wāllāh Dein Ast Hussāin, Dein Pānāh Ast Hussāin.

Aisā Hāi Aisā Mere Māulā Kā Ghārānā.
Rāb Ne Bānāyā Jis Ki Khātir Yeh Zāmānā.
Syed Sultān Kā Ghār, Kul-e-Emān Kā Ghār.
Nokār Hāi Jis Ke Ghār Kā Sārā Yeh Jāhān.
Sāmjhein Gāy Jāb Aāp Kā Ghārānā Yā Hussāin.
Sāre Jāhān Ke Lāb Pār Hogā, Hogā Yā Hussāin.

Jo Nā Kiyā Kissi Ne Tum Ne Kār Dikhāyā.
Rāh-e-Khudā Mein Māulā Ghār Kā Ghār Lutāyā.
Tum Pār Sālām Māulā Hār Subhā-o-Shām Māulā.
Tum Sā Nāhi Hāi Māulā Koi Dosrā.
Hogā Hār Insān Jāb Tumhārā Yā Hussāin.
Sāre Jāhān Ke Lāb Pār Hogā, Hogā Yā Hussāin.


Aā Dekh Zārā Yeh Kārb-o-Bālā.
Kyā Noor Khudā Kā Bikhrā Hāi.

Hāirān Croron Aānkhein Hāin.
Hār Simt Hussāin Kā Jālwā Hāi.

Kāl Jāltā Howā Ik Sehrā Thā.
Ab Jānāt Kā Ik Tukrā Hāi.

Kāl Pāk Hussāin Akelā Thā.
Ab Oss Ke Sāth Zāmānā Hāi.

Jo Beet Gāyā Jo Aāye Gā.
Hār Door Tumhārā Yā Hussāin.

Māulā Hāi Hāmārā Yā Hussāin.
Hum Sāb Kā Hāi Nārāh Yā Hussāin.

Jāri Thā Jāri Hāi Our Jāri Hi Rāhe Gā.
Hār Ghām Pe Ghām Tumhārā Bhāri Hi Rāhe Gā.
Tum Pār Qurbān Māulā Hum Sāb Ki Jān Māulā.
Tum Hi Rāho Gāy Māulā Seeno Mein Sādā.
Dil Jāb Hogā Aāp Kā Thikānā Yā Hussāin.

Jāb Bhi Aāein Gāy Māulā Imām-e-Zāmānā.
Unn Ke Lābon Pe Hogā Nohā Kārbālā Kā.
Hār Dil Bedār Hogā Sheh Kā Zāwwār Hogā.
Sāri Dunyā Mein Hogā Zikār-e-Kārbālā.
Mātām Hogā Aāp Kā Phir Aisā Yā Hussāin.

Shābeer Ke Jāisā Dunyā Mein Nā Aāyā Thā Nā Aāye Gā.
ALLAH Se Aisā Ishq Bhālā Ab Kār Ke Kāun Dikhāye Gā.
Qurān Sheh-e-Wālā Ki Tārhā Nāizāy Pār Kāun Sunāye Gā.
Ab Kārb-o-Bālā Jāisi Bāsti Nā Koi Our Bāsāye Gā.


Yā Shāh-e-Zāmān Aye Zākhmi Bādān.
Terā Deen Bhi Tu Bhi Sāchā Hāi.

Tu Zindāh Hāi Pāindā Hāi.
Yeh Sārā Zāmānā Kehtā Hāi.

Hār Dil Ne Pokārā, Yā Hussāin.
Hār Aānkh Kā Tārā, Yā Hussāin.

Hār Qāum Kā Nārāh, Yā Hussāin.
Māulā Hāi Hāmārā, Yā Hussāin.

Hoga Ya Hussain (a.s)

Poet: Jāwād Jāfri, Nādeem Sārwār
Speciāl Thānks: Dr Hilāl Nāqvi
Nohā Khuwān: Nādeem Sārwār
Nohā Volume: Nādeem Sārwār 2023-24
Composition: Nādeem Sārwār, Ali Shānāwār, Ali Ji

Post a Comment