Ghadeeri Hai | New 18 Zilhaj Manqabat Lyrics in Urdu

Eid Ghadeer New Manqabat Writeups "Ghadeer Hai", 18 Zilhaj Poetry on Hazrat Imam Ali (a.s), Shia Islamic Shayari, What happened on Ghadeer e Khum, SMS

Ghadeer hai, eid e ghadeer, Manqabat Lyrics in Urdu, noha lyrics, Manqabat Lyrics, noha Writeups, Manqabat Writeups, shia poetry, shia poetry in urdu, new manqabat, mir hassan mir, ali jee, ali shanawar, farhan ali waris, mesum Abbas


Khudā Kā Shukār Mērā Jism-o-Jāān Ghādēēri Hāi.
Mēri Nāmāz Ghādēēri Aāzāān Ghādēēri Hāi.

Fāroh, Usool Kāy Jhāgrēy Kā Fāislā Hāi Ghādēēr.
Ali Ko Chornē Wālā Kāhān Ghādēēri Hāi.

Ali Kā Ishq Jhālāktā Hāi Pāk Nāslon Mēin.
Hāi Bētā Iss Liyē Achā Kāyh Māā Ghādēēri Hāi.

Bā Fāiz ē Hāzrāt-ē-Mēēsum Kārām Howā Mujh Pār.
Mizāj Apnā Ghādēēri Zābāān Ghādēēri Hāi.


Alām Kā Pānjā Gāwāhi Yēh Dāy Rāhā Hāi Suno.
Mākēēn Ghādēēri Hāi Iss Kā Mākāān Ghādēēri Hāi.

Ali Kā Ishq Hi Kārtā Hāi Fāislā :SADIQ:.
Fālāān Ghādēēri Nāhi Hāi Fālāān Ghādēēri Hāi.

Ghadeer Hai Manqabat

Poēt: Sāēēd Sādiq
Mānqābāt Khuwān: Imrān Abbās
Mānqābāt Volumē: Imrān Abbās 2022-23
Composition: IImrān Abbās

Post a Comment