Ghadeer Hai • Poet Hasnain Akbar | Manqabat Lyrics

Latest Manqabat Lyrics in Urdu "Ghadeer Hai" by Hasnain Akbar Poet, Also read the best collection of 18 Zilhaj Poetry & Shayari in Urdu Text & Images
Ghadeer hai, Mir Hassan mir, farhan ali waris, ghadeer lyrics, shia poetry, 18 zilhaj poetry, 18 zilhaj shayari, hasnain akbar, hassnain akbar poetry, Manqabat Lyrics in Urdu, manqabat Lyrics, eid e Ghadeer, ghadeer e khum



Ghādeer Hāi Hāsnāin Akbār

Kuch Youn Dil-o-Dāmāg Pe Chāyi Ghādeer Hāi.
Kābāy Mein Bhi Humein Nāzār Aāyi Ghādeer Hāi.

Hār Rooz-e-Eid Ashk Bāhāne Ke Bāwojod.
Sājjād Ne Khushi Se Mānāi Ghādeer Hāi.

Sājdāy Tu Oss Ke Zāil Mein Mehfooz Ho Gāye.
Māulā Ne Kārbālā Mein Bāchāi Ghādeer Hāi.

Tāsdeeq Kār Rāhi Hāin Yeh Bāligh Ki Aāyātein.
Deen-e-Rāsool-e-Hāq Ki Kāmāi Ghādeer Hāi.

Lehjā Bādāl Liyā Hāi Khud Apne Hābib Se.
Jāisāy Khudā Ki  Sāri Khudāi Ghādeer Hāi.

Apne Tāluqāt Ki Bunyād Hāi Ali.
Hum Ko Woh Bāhā Gāyā Jisāy Bhāyi Ghādeer Hāi.

Ishq-e-Ali Mein Dosrā Meesum Nā Ho Sākā.
Jis Ne Zābāān Kātā Ke Sunāi Ghādeer Hāi.


Ghār-e-Hirā Hāi Kuntu Se Pehle Kā Tāzkirā.
Ab Iss Ke Bāād Jo Bhi Hāi Bhāi Ghādeer Hāi.

"AKBAR" Fāqeer Loāg Jāhān Se Guzār Gāye.
Bholāy Howon Ko Yāād Dilāi Ghādeer Hāi.

Ghadeer Hai Manqabat

Poet: Hāsnāin Akbār

Post a Comment