Ghadeer e Khum Pe | Eid E Ghadeer Manqabat Lyrics in Urdu

Ghadeer e Khum Pe Ailan E Nabi New Manqabat 2024 Lyrics in Urdu, 18 Zilhaj Poetry on Eid E Ghadeer, Shayari of Mir Hassan Mir, Nadeem Sarwar, Ali Jee
ghadeer e khum pe, Manqabat Lyrics in Urdu, 18 zilhaj poetry, 18 zilhaj Shayari, 18 Zilhaj manqabat, shia poetry in urdu, eid e ghadeer, eid ghadeer, eid Ghadeer manqabat, shia urdu poetry, shia poetry, karbala, ghadeer khum, ghadeer e khum, ghadeer e khum Manqabat


Humein Hādees-e-Risālāt Māāb Kāfi Hāi.

Ghādeer-e-Khum Pe Howā Intekhāb Kāfi Hāi.

Sāmjhnā Chāho Agār Kulonā Muhāmmād Ko.

Khāteeb-e-Nook-e-Sinā Kā Khitāb Kāfi Hāi.

Ossi Zābān Se Jāri Howā Thā Lāu Lā Ali.

Jo Keh Rāhi Thi Khudā Ki Kitāb Kāfi Hāi.

Sāwāl-e-Bāit-e-Fāsiq Ko Hāshār Tāk Ke Liye.


Hussāin Teri Nāhi Kā Jāwāb Kāfi Hāi.

Woh Aik Ashk Jo Romāl-e-Syedā Pe Girey.

Woh Aik Ashk Bārā-e-Sāwāb Kāfi Hāi.

Ghadeer E Khum Pe Manqabat

Poet: Ammār Yāsir Māgsi

Post a Comment