Aisa Alam Hay Kahan Aisa Jawan Hay Kahan Lyrics

Ye hai Abu Talib ka Gharana, Is pe Khuda ka khas karam hai, Sare Arab me sare ajam me, kisko mila ye jaaho hasham, Nadeem Sarwar Noha Lyrics in Urdu
 Yā Abbās (x2)
Aisā ālām hāi kāhāān, āisā jāwāān hāi kāhāān (x2)

1) Ye hāi Abu Tālib kā ghārānā, Is pe Khudā kā khās kārām hāi,
Sāre Arāb me sāre ājām me, kisko milā ye jāāho hāshām hāi
in me koi yāsin-o-muzāmmil, in me koi sārdār-e-irām hāi (x2)

Uski ālāg hi shān hāi māulā, jisko milā hāider kā ālām hāi
Aisā ālām hāi kāhāān, āisā jāwāān hāi kāhāān (x2)

2) Kāisā sājā hāi kāisā hāsin hāi, kārbobālā mei shāh kā lāshkār,
yoon to sābhi hāi sheyr-e-dilāwār, Auno Muhāmmād Qāsim-o-Akbār
Ibne Māzāhir Wehbe Kālbi, John bhi Hur bhi sāre dilāwār (x2)

Apni jāghā ye sāb hāi bāhāddur, Fāoj me teri āy shāh-e-sāfdār
Aisā ālām hāi kāhāān, āisā jāwāān hāi kāhāān (x2)

3) Bāāde nāmāz-e-fājr ziyārāt, tere ālām ki kārtā hu,
shārf ghulāmi kā mil jāye, māi ye wāzifā pārhtā hu
kārke ziyārāt tere ālām ki, phir me ghār se chāltā hu (x2)

Sāye mei chāwdā māsoomo ke, shukhre khudāā mei rehtā hu
Aisā ālām hāi kāhāān, āisā jāwāān hāi kāhāān (x2)

4) Hām to sāg-e-dārbār-e-Ali hāi, khās ye tujse rishtā hāi,
jād bhi hāi terā Qul kā māulā, tu bhi hāmārā āākā hāi
tere fākiro me āy Ghāzi, Arsh nāsheen bhi rehtā hāi (x2)

Sindh me āāwo māulā kādām pār, lāāl kālāndār kehtā hāi
Aisā ālām hāi kāhāān, āisā jāwāān hāi kāhāān (x2)

5) Shāām ke lāshkār me hālchāl thi, kāun jāri āb āātā hāi,
burhāy jāwāāno se kehte the, yeh to Ali āb āātā hāi
sār pe khudā thokār me kāzāā hāi, qāhre jāli āb āātā hāi (x2)

Kehnā pārā Ahmed ko Ali se, terā wāsi āb āātā hāi
Aisā ālām hāi kāhāān, āisā jāwāān hāi kāhāān (x2)

6) Teri shāhādāt se kunbe pār, kāisi qāyāmāt tut gāyi,
jis ko kāhāān kārte the āākā, kātl huwā wo bhāyi bhi
Sār se chini Zāināb ke chādār, teri Sākinā qāid huwi (x2)

Hāey teri mājboori Ghāzi, Māā Zehrā ye kehti rāhi
Aisā ālām hāi kāhāān, āisā jāwāān hāi kāhāān (x2)

Post a Comment